A.R. Rahman - Saathiya Lyrics
Get the lyrics to the song: Saathiya by A.R. Rahman at LyricsKeeper.com.
Saathiya
Saathiya Lyrics |
---|
What Are The Lyrics For Saathiya By A.R. Rahman?
Saathiya hm hm, saathiya hm hm
Maddham maddham teri geeli hansi Saathiya hm hm, saathiya hm hm Sunke humne saari pee li hansi (Oh) Hasti rahe tu hasti rahe Haya ki laali khilti rahe Zulf ke neeche gardan pe Subah-o-shaam milti rahe Hasti rahe tu hasti rahe Haya ki laali khilti rahe Zulf ke neeche gardan pe Subah-o-shaam milti rahe Saundi si hansi teri Khilti rahe milti rahe Peeli dhoop pehenke tum Dekho baag mein mat jaana Bhanwre tumko sab chhedenge Phoolon mein mat jaana Maddham maddham hans de phir se Sona sona phir se hans de Taaza gire patte ki tarah Sabz lawn par lete huve Saat rang hai bahaaron ke Ek adaa mein lapete hue Saawan bhaadon saare tumse Mausam mausam haste rehna Maddham maddham haste rehna Saathiya hm hm, saathiya hm hm Maddham maddham teri geeli hansi Saathiya hm hm, saathiya hm hm Sunke humne saari pee li hansi Kabhi neeli aasmaan pe Chalo ghoomne chale hum Koi abr mil gayaa to Zameen pe baras lein hum Teri baali hil gayi hai Kabhi shab chamak uthi hai Kabhi shaam khil gayi hai Tere baalon ki panaah mein Yeh siyaah raat guzre Teri kaali kaali aankhein Koi ujli baat utrey Teri ek hansi ke badle Meri yeh zameen le le Mera aasmaan le le Saathiya hm hm, saathiya hm hm Maddham maddham teri geeli hansi Saathiya hm hm, saathiya hm hm Sunke humne saari pee li hansi Barf giri ho vaadi mein Oon mein lipti simti hui Barf giri ho vaadi mein Aur hansi teri goonje Oon mein lipti simti hui Baat kare, dhuaan nikle Garam garam ujlaa dhuaan Naram naram ujlaa dhuaan |
Who Wrote Saathiya By A.R. Rahman?
Sampooran Singh Gulzar, A R Rahman, Gulzar
|
What's The Duration Of The Saathiya By A.R. Rahman?The duration of Saathiya is 5:57 minutes and seconds. |
More Lyrics
0 | 1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | 9 | A | B | C | D | E | F | G | H | I | J | K | L | M | N | O | P | Q | R | S | T | U | V | W | X | Y | Z
Lyrics Of The Day
- Big Hutch: My Favorite Color [Protestor]…
- Abigail Riccards: But Beautiful Love is funny or it's sad…
- Ray Lavender: Holla Holla Holla, holla…
- Buck Hill: More Than You Know Whether you are here or yonder…
- Bobby McDonald: Ups and Downs Now, things was looking golden, baby…