Sapna - Tera Saath Hai Kitna Pyara Lyrics

Lyrics Keeper

Get the lyrics to the song: Tera Saath Hai Kitna Pyara by Sapna at LyricsKeeper.com.

Tera Saath Hai Kitna Pyara

Tera Saath Hai Kitna Pyara Lyrics by Sapna
Tera Saath Hai Kitna Pyara Lyrics

What Are The Lyrics For Tera Saath Hai Kitna Pyara By Sapna?

Tera saath hai itana pyaara... (2)
Kam lagta hai jeevan saara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega duniya mein dubaara... (2)

Maine tan man tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazaara
Tere milan ki lagan...

Jitni tujhamein hai ada utni hi vafa... (2)
Jitna jahaan mein pyaar hai tujhse mujhe mila... (2)
Badhti hi jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi
Jitana karoon nazaara
Hamein aana padega...

Pyaar ke ek ek pal pe hain sau jeevan qurbaan... (2)
Pyaar kabhi marta nahi marte hain insaan... (2)
Pyaar usi ka jeevan hai jo tere saath guzaara
Hamein aana padega...

Who Wrote Tera Saath Hai Kitna Pyara By Sapna?

Kalyanji Anandji, Shyamlal Harlal Rai Indivar

What's The Duration Of The Tera Saath Hai Kitna Pyara By Sapna?

The duration of Tera Saath Hai Kitna Pyara is 5:33 minutes and seconds.

More Lyrics

0 | 1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | 9 | A | B | C | D | E | F | G | H | I | J | K | L | M | N | O | P | Q | R | S | T | U | V | W | X | Y | Z

Lyrics Of The Day