Shreya Ghoshal - Kya Raaz Hai [Raaz 3] Lyrics
Get the lyrics to the song: Kya Raaz Hai [Raaz 3] by Shreya Ghoshal at LyricsKeeper.com.
Kya Raaz Hai [Raaz 3]
| Kya Raaz Hai [Raaz 3] Lyrics |
|---|
What Are The Lyrics For Kya Raaz Hai [Raaz 3] By Shreya Ghoshal?
Marhaba aa Marhaba Marhaba
Main rubaroo aasmaan ke Aks meri aas taake Chha gaye sabki nigaahon mein Mutthi mein hai saara jahaan Maine jo chaha aa gaya meri panaaho mein Ye shohraton ke taaz hai Ye daulatein jo aaj hai Sab kuch yahaan ik raaz hai Haan raaz hai Khud pe mujhe jo naaz hai Ye jo naya andaaz Sab kuch yahaan ik raaz hai Haan raaz hai Marhaba aa Marhaba Marhaba... Morey saiyyan Morey saiyyan Kaahe chhodi mori baiyyan Morey saiyyan... saiyyan Kaise mod pe laaya mujhko mera faisla Haath se manzil, chhota hai pairo se raasta Meri khatao'n ki ab maine paayi hai sazaa Aage kya mera hashr ho jaane woh khuda Marhaba aa Marhaba Marhaba Main rubaroo aasmaan ke Aks meri aas taake Chha gaye sabki nigaahon mein Mutthi mein hai saara jahaan Maine jo chaha aa gaya meri panaaho mein Ye shohraton ke taaz hai Ye daulatein jo aaj hai Sab kuch yahaan ik raaz hai Haan raaz hai Khud pe mujhe jo naaz hai Ye jo naya andaaz Sab kuch yahaan ik raaz hai Haan raaz hai Dhoom tana dhoom tana Ra re ra re ra... (Yeh Raaz hai) Dhoom ta dum dhoom ta dum de re na na |
Who Wrote Kya Raaz Hai [Raaz 3] By Shreya Ghoshal?
Jeet Gannguli Kumaar
|
More Lyrics
0 | 1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | 9 | A | B | C | D | E | F | G | H | I | J | K | L | M | N | O | P | Q | R | S | T | U | V | W | X | Y | Z
Lyrics Of The Day
- Lolita: Seemann, Deine Heimat Ist das Meer Seemann, deine Heimat ist das Meer…
- Vasilij Larin: Kalinka Kalinka, kalinka, kalinka maya…
- Bushwacka!: Love Story Time on your own never ending…
- Geronimo Santana: Sombra Da Lua A sombra não se separa da luz…
- Albert Tatlock: Love Song I'll be the ticket if you're my collector…